Baat Taku Main Teri Lyrics | Naach | Shyam Kumar, Suraiya | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Baat taku main teri kothe chhad ke
Baat taku main teri kothe chhad ke
Aaja mere balma bahana kar ke
Aaja mere balma bahana kar ke
Baat taku main teri kothe chhad ke
Baat taku main teri kothe chhad ke
Aaja mere balma bahana kar ke
Aaja mere balma bahana kar ke

Sawan aaya hai aayi
Thandi hawaye thandi hawaye
Sawan aaya hai aayi
Thandi hawaye thandi hawaye
Sath sath layi hai
Wo kali ghataye kali ghataye
Sath sath layi hai
Wo kali ghataye kali ghataye
Acha nahi rahna duniya se darke
Acha nahi rahna duniya se darke
Aaja mere balma bahana karke
Aaja mere balma bahana karke

Pak gayi ankhiya tak tak rah
Pak gayi ankhiya tak tak rah
Dil mein jagi hai tere
Milne ki chah milne ki chah
Dil mein jagi hai tere
Milne ki chah milne ki chah
Tere milne ko mera jiya dhadke
Tere milne ko mera jiya dhadke
Aaja mere balma bahana karke
Aaja mere balma bahana karke

Ho ke deewani main to
Tere pyar mein tere pyar mein
Ho ke deewani main to
Tere pyar mein tere pyar mein
Khadi hoon sajan tere
Intzar mein intzar mein
Khadi hoon sajan tere
Intzar mein intzar mein
Dil mein aankho mein teri yaad bharke
Dil mein aankho mein teri yaad bharke
Aaja mere balma bahana karke
Aaja mere balma bahana karke
Baat taku main teri kothe chhad ke
Baat taku main teri kothe chhad ke
Aaja mere balma bahana karke
Aaja mere balma bahana karke.

MovieNaach
SingerSuraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
DirectorRavindra Dave
Music ComposerBhagatram Batish, Husnlal Batish
LyricistMulkraj Bhakri
Star CastShyam Kumar, Suraiya, Omprakash, Shayama Gulam, Shyama, Raj Mehra, Gulab, Sofia
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *