Baalam aaye baso
More man mein
Baalam aaye baso
More man mein
Baalam aaye baso
More man mein
Baalam
Saawan aayaa tum na aaye
Baalam aaye baso more man mein
Baalam aaye baso more man mein
Saawan aayaa tum na aaye
Saawan aayaa tum na aaye
Tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye
Tum bin rasiyaa kuchh na bhaaye
Man mein more hook uthat jab
Man mein more hook uthat jab
Koyal kookti ban mein
Baalam aaye baso
Sooratiyaa jaaki matwaari
Sooratiyaa jaaki matwaari
Patli kamariyaa umariyaa baari
Suratiyaa jaaki matwaari
Patli kamariyaa umariyaa baari
Ek nayaa sansaar basaa hai
Ek nayaa sansaar basaa hai
Jinke do nainan mein
Baalam aaye baso more man mein
Baalam aaye baso more man mein.
| Movie | Devdas |
| Singer | Kundan Lal Saigal |
| Director | P.C. Barua |
| Music Composer | Timir Baran |
| Lyricist | Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) |
| Star Cast | Nirmal Bannerjee, P.C. Barua, Manoranjan Bhattacharya, Dinesh Ranjan Das, Chandrabati Devi, Krishna Chandra Dey, Jamuna, Amar Mullick, Sailen Pal, Prabhavati, K.L. Saigal, Ahi Sanyal |
| Label | Saregama |

