Baag Me Koyaliya Yehi Gaye Lyrics | Ghar Ki Izzat | Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali | Govind Ram

Baag me koyaliya yehi gaye baag me koyaliya yehi gaye
Gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye
Khili khili kaliyo ko banwara
Baar baar samjhaye baar baar samjhaye

Tu hai jawan to duniya jawan hai
Tu hai jawan to duniya jawan hai
Tujhsa jamane me aur kaha hai jamane me aur kaha hai
Aaj jamane me angdai apne pe itraye
Gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye
Baag me koyaliya yehi gaye baag me koyaliya yehi gaye
Gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye

Haye re dil ki dunia dole haye re dil ki dunia dole
Dhadkan me jane kya bole dhadkan me jane kya bole
Karle mujhse dil ki bate hasrat reh na jaye
Karle mujhse dil ki bate hasrat reh na jaye
Gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye
Baag me koyaliya yehi gaye baag me koyaliya yehi gaye
Gai jawani laut na aaye gai jawani laut na aaye

MovieGhar Ki Izzat
SingerShamshad Begum, Zohrabai Ambalewali
DirectorRam Darayani
Music ComposerGovind Ram
LyricistI C Kapoor
Star CastDilip Kumar, Mumtaz Shanti, Jeevan, Gope, Manorama, Dixit, Gulab Suleman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *