Baadalon Pe Paon Rakh Ke, Aasman Ko Chhu Liya Lyrics | Kucch Luv Jaisaa | Mannan Shaah | Pritam Chakraborty

Baadalon Pe Paon Rakh Ke, Aasman Ko Chhu Liya Lyrics | Kucch Luv Jaisaa | Mannan Shaah | Pritam Chakraborty

Badalo pe pao rakh ke aasma ko chhu liya
Jo kabhi kiya na tha wo aaj maine kiya
Rahi na koi aarzu paya hai lo maine suku
Khwaisho ke hath me
Sonp di hai zindagi
Khub hai
Khas hai
Ab khawab si hai zindagi

Aise maine dekhe raste wo
Jo na bane the mere vaste wo
Ujalo ki thi ose jinpe ye hosh jin pe tha lapata
Mere hatho se dil jhutha aise
Mera na ho ye ho mitana jaise
Kabhi na sochi thi jo wo
Huyi hai thodi si nayi hai khata
Khwaisho ke hath me
Sonp di hai zindagi
Khub hai
Khas hai
Ab khawab si hai zindagi

Sawalo me so bate jhankte wo
Khayalo se bhi aage bhagte wo
Guzar ki jo pyari kar ke ikrar kar ke maine yaha
Udane hai tabhi to aasman hai
Yahi kahi pe aisa bhi jaha hai
Khayalo me jo roz aaye
Jo roz jaye vo vaisa jaha
Khwaisho ke hath me,sonp di hai zindagi
Khub hai
Khas hai
Ab khawab si hai zindagi

MovieKucch Luv Jaisaa
SingerMannan Shaah
DirectorBarnali Ray Shukla
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistIrshad Kamil
Star CastRahul Bose, Shifaali Shah, Neetu Chandra, Sumeet Raghavan, Manmeet Singh, Kunal Kumar, Amin Hajee, Om Puri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *