Aye Huzoor Lyrics  | Saheb / Biwi Aur Gangster 3 | Jimmy Sheirgill | Shaan | Rana Mazumder

Aye Huzoor Lyrics | Saheb / Biwi Aur Gangster 3 | Jimmy Sheirgill | Shaan | Rana Mazumder

Sadiyon se dil ko thaame
Sadiyon se dil ko haare
Tum tak safar kiya hain
Aye huzoor
Ab jaake raaha nikali
Ab jaake aaha nikali
Tum tak pahauch ke dil ko
Mil gaya, hain sukoon

Bass ne de
Teri baahon mein
Mujhko sone de
Aye huzoor

Hass ne de
Teri baahon mein
Mujhko rone de
Aye huzoor

Keh rahi hain chaand ki bali
Yeh taaro ki jaali jhoom le
Haan keh raha yeh aankhon ka peyaale
Honthon ki peyaali choom le

Dab-dabaati nazar
Ka hain aisa asar
Tum tak pahauch ke dil ko
Mil gaya, apna ghar

Bass ne de
Teri baahon mein
Mujhko sone de
Aye huzoor

Hass ne de
Teri baahon mein
Mujhko rone de
Aye huzoor

Shukriya karun main khuda ka
Dikhaya tumhara rasta
Bhool ke kahani purani
Banaye suhani daasta

Godh mein rakh ke sar
Main bitaa du umar
Tum tak pahauch ke dil ko
Mil gaya, apna ghar

Bass ne de
Teri baahon mein
Mujhko sone de
Aye huzoor

Aye huzoor…
Hass ne de
Teri baahon mein
Mujhko rone de
Aye huzoor

MovieSaheb / Biwi Aur Gangster 3
SingerShaan, Sunidhi Chauhan
Music ComposerRana Mazumder
LyricistKausar Munir
Star CastJimmy Sheirgill, Sanjay Dutt
LabelSaregama Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *