Aye Fiza Lyrics | Nine 9 (Album) | Shankar Mahadevan | Shankar Mahadevan

Aye Fiza Lyrics | Nine 9 (Album) | Shankar Mahadevan | Shankar Mahadevan

Gum hai fiza
Gum har disha
Sun to jara
Khamoshiyon ki sada
Khamoshiyon ki sada
Gum hai fiza
Gum har disha
Sun to jara
Khamoshiyon ki sada
Khamoshiyon ki sada

Narm hain roshni
Ujle hain sare pal
Nili si jhil me
Khil rahe hain kanval
Ek lahar jaag uthi
Patta jo koi gira
Sun to jara
Khamoshiyon ki sada
Khamoshiyon ki sada

Osh me hain dhula subah ka ye samma
Moti hain phul par
Num si hain daaliyan
Ek kali jaag uthi
Haule se aai jo hava
Gum hai fiza
Gum har disha
Sun to jara
Khamoshiyon ki sada
La la la la la

MovieNine 9 (Album)
SingerShankar Mahadevan
Music ComposerShankar Mahadevan
LyricistJaved Akhtar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *