Aye Dil Unko Yaad Na Karna Lyrics  | Bazaar | Shyam, Nigar Sultana | Lata Mangeshkar | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Aye Dil Unko Yaad Na Karna Lyrics | Bazaar | Shyam, Nigar Sultana | Lata Mangeshkar | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Aye dil unko yaad na karna
Buhlne wale yeh duniya
Teri aabad rahe
Humne bhi pyar kiya tha
Yeh unhe yaad rahe
Aye dil unko yaad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yaad

Dil se yeh aawaz aati hai
Dil se yeh aawaz aati hai
Yaad kisi ki tadpati hai
Yaad kisi ki tadpati hai
Dil kahta hai yaad kiye ja
Main kahti hoon yaad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yaad

Jaha rahe aabad rahe wo
Jaha rahe aabad rahe wo
Roti rahun main shad rahe wo
Roti rahun main shad rahe wo
O sansar basane wale
Mera ghar aabad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yaad na karna.

MovieBazaar
SingerLata Mangeshkar
DirectorK. Amarnath
Music ComposerShyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastShyam, Nigar Sultana, Gope, Amir Bano, Misra, Cuckoo, Badri Prasad
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *