Aurat naa ho to zindagi hai
Kyaa hai
Kaudi kaam ki
Ae dil kiye jaa pujaa tu aurat ke naam ki
Ae dil kiye jaa pujaa tu aurat ke naam ki
Aurat hai jis kaa naam wo dil kaa karaar hai
Aurat ke dam se zindagi baag-o-bahaar hai
Aurat ke dam se zindagi baag-o-bahaar hai
Duniyaa andheri raat hai
Vaah-vaah
Vaah-vaah
Aurat chiraag hai
Ae
Aurat hai jis kaa naam mohabbat kaa baag hai
Aurat hai jis kaa naam mohabbat kaa baag hai
| Movie | Ladki |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | M V Raman |
| Music Composer | Chitalkar Ramchandra |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Kishore Kumar, Vyjayantimala, Anjali Devi, Bharat Bhushan, Om Parkesh, Randhir Kapoor, Gope, Leela Mishra, Umesh Sharma, Shammi Kapoor, Raj Mehra |

