Atma Marti Na Lyrics | Mangni | S.P. Balasubramaniam, S. Janaki | O P Nayyar

Atma Marti Na Lyrics | Mangni | S.P. Balasubramaniam, S. Janaki | O P Nayyar

Aatma marti aatma marti na bigadti hai
Na to jalti hai jism marta hai
Bigadta hai jal jata hai
Aatma marti na bigadti
Na to jalti hai jism marta hai
Bigadta hai jal jata hai aatma marti nahi hai

Baat karne se insa to janam hota hai
Baat karne se insa to janam hota hai
Apni karni ka hatho se beej bota hai
Apni karni ka hatho se beej bota hai
Aatma marti aatma marti na bigadti
Na to jalti hai jism marta hai
Bigadta hai jal jata hai aatma marti nahi hai

Jism dhoka hai mohobat ka fana ho jaye
Jism dhoka hai mohobat ka fana ho jaye
Aatma pyar ko chu le to amar ho jaye
Aatma pyar ko chu le to amar ho jaye
Aatma marti aatma marti na bigadti
Na to jalti hai jism marta hai
Bigadta hai jal jata hai

Atma marti na bigadti
Na to jalti hai jism marta hai
Bigadta hai jal jata hai aatma marti nahi hai

MovieMangni
SingerS.P. Balasubramaniam, S. Janaki
Music ComposerO P Nayyar
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastPallavi Joshi, Sahil, Raja Bundela, Satyan Kappu, Tiku Talsania, Shammi Kapoor, Mukesh Khanna, Raman Trikha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *