Are Re Are Lyrics | Dil To Pagal Hai | Lata Mangeshkar | Uttam Singh

Are Re Are Lyrics | Dil To Pagal Hai | Lata Mangeshkar | Uttam Singh

Arey re arey yeh kya huwa maine na yeh jana
Arey re arey ban jaye na kahi koyi afsana
Arey re arey kuchh ho gaya koyi na pehchana
Arey re arey banta hai toh ban jaye afsana

Hath mera tham lo sath jab tak ho
Bat kuchh hoti rahe bat jab tak ho
Samne baithe raho tum rat jab tak ho
Arey re arey yeh kya huwa maine na yeh jana

Nam kya hai kya kahe dil ke mausam ko
Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko
Aise lagta hai kisine chhu liya hamko
Arey re arey yeh kya huwa maine na yeh jana
Arey re arey ban jaye na kahi koyi afsana
Arey re arey kuchh ho gaya koyi na pehchana
Arey re arey banta hai toh ban jaye afsana

Tum chale jao jara ham sambhal jaye
Dhadkane dil ki kahi na machal jaye
Wakt ke aage kahi na ham nikal jaye
Arey re arey yeh kya huwa koyi na pehchana

Ham me tum me kuchh toh hai
Kuchh nahi hai kya
Aur kuchh ho jaye toh kuchh yakin hai kya
Dekh lo yeh dil jahan tha yeh wahi hai kya
Arey re arey yeh kya huwa maine na yeh jana
Arey re arey ban jaye na kahi koyi afsana
Arey re arey kuchh ho gaya koyi na pehchana
Arey re arey banta hai toh ban jaye afsana

MovieDil To Pagal Hai
SingerLata Mangeshkar
DirectorYash Chopra
Music ComposerUttam Singh
LyricistAnand Bakshi
Star CastShahrukh Khan, Karisma Kapoor, Madhuri Dixit, Akshay Kumar, Yash Chopra, Farida Jalal, Deven Verma, Aruna Irani, Hemlata, Suresh Menon, Murad Ali, Rajesh Tandon, Balvinder Singh Suri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *