Apni Jeb Me Lakho Honge Lyrics | Muskurahat | M. G. Sreekumar, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan | Ram Laxman

Apni jeb me lakho honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare honge aaj kal ya parso

Khana hotal me khana hai mera bill bhi chukana hai
Bill ki fikar nahi aaj koi dar nahi
Karna hai jo bhi dil chahega

Pandit ji ne mujhse kaha tha ek din tu raja banega
Are pandit ji ne mujhse kaha tha ek din tu raja banega
Motor teri bangle tere bandhi teri naukar tere
Bill ki fikar nahi aaj koi dar nahi
Karna hai jo bhi dil chahega
Apni jeb me lakho honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare honge aaj kal ya parso

Bangale me ek bangale wali dil to abhi tak hai khali
Bangale me ek bangale wali are dil to abhi tak hai khali
Pyar mujhe hoga kabhi sadhi apni hogi tabhi
Bill ki fikar nahi aaj koi dar nahi
Karna hai jo bhi dil chahega
Apni jeb me lakho honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare honge aaj kal ya parso

Apni jeb me lakho honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare honge aaj kal ya parso
Khana hotal me khana hai mera bill bhi chukana hai
Bill ki fikar nahi aaj koi dar nahi
Karna hai jo bhi dil chahega
Apni jeb me lakho honge aaj kal ya parso
Ham bhi jag ke pyare honge aaj kal ya parso

MovieMuskurahat
SingerM. G. Sreekumar, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
DirectorPriyadarshan
Music ComposerRam Laxman
LyricistSuraj Sanim
Star CastJay Mehta, Revathi, Amrish Puri, Anil Dhawan, Jagdeep, Anu Kapoor, Lalita Pawar, Sharat Saxena, Anju Mahendroo, Mahesh Anand, Arif Khan, Asha Sharma, Sabah

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *