Apne Kiye Pe Koi Pashemaan Ho Gaya Lyrics | Mehandi | Lata Mangeshkar | Ravi

Apne Kiye Pe Koi Pashemaan Ho Gaya Lyrics | Mehandi | Lata Mangeshkar | Ravi

Apne kiye koi pasheman ho gaya
Apne kiye koi pasheman ho gaya
Apne kiye koi pasheman ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya

Aakhir to rang layi meri begunahiya
Aakhir to rang layi meri begunahiya
Mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya
Mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya
Mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya

Kya raaz hai jo aankh mila li huzur ne
Kya raaz hai jo aankh mila li huzur ne
Kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya
Kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya

Ye bahki bahki bate bhari badan me ada
Ye bahki bahki bate bhari badan me ada
Ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya
Ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya

MovieMehandi
SingerLata Mangeshkar
DirectorS M Yusuf
Music ComposerRavi
LyricistKhumar Barabankvi
Star CastAjit, Jay Shree T, Veena, Lalita Pawar, Kumar, Balam, Adeeb, Anwari, Jayashree Gadkar, Krishnakant, Mirza Musharraf

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *