Apna Banake Sapna Dikhake Lyrics | Shankara | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Apna Banake Sapna Dikhake Lyrics | Shankara | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Na ja na ja na ja re na ja
Na ja na ja na ja re na ja
Apna bana ke sapna dikha ke
Apna bana ke sapna dikha ke
Dil me sama ke kyu chal diya
Na ja na ja na ja
Apna bana ke sapna dikha ke
Dil me sama ke kyu chal diya

Har mod har dagar se tujhko sadyae di hai
Har mod har dagar se tujhko sadyae di hai
Mujhko vafa ki kaisi tune sajaaye di hai
Tere bin jivan jalti hui chita re
Apna bana ke sapna dikha ke
Dil me sama ke kyu chal diya

Ashko ka vasta hai o mere pyar ajaa
Ashko ka vasta hai o mere pyar ajaa
Bechain karne waale lekar karar aaja
Bewafa na bujha dil ka mere diya re
Apna bana ke sapna dikha ke
Dil me sama ke kyu chal diya
Na ja re na ja na ja na ja na ja na ja

MovieShankara
SingerAnuradha Paudwal
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistHasan Kamal
Star CastSunny Deol, Neelam Kothari, Kiran Kumar, Paresh Rawal, Shakti Kapoor, Rajesh Puri, Sulbha Deshpande, Praveen Kumar, Sushma Seth, Rajender Nath

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *