La la la la la………
(Apanee see lagatee hai mujhko kyun ajnabee woh
Hone lagee hai iss dil kee divaanagee woh
Yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai -2) – (2)
Pehalee najar me kuchh yu jaadu sa chal gaya
Iss jindagee me jaise (sab kuchh badal gaya -2)
Yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai – (2)
Pyaar me kab kya ho jaaye, koyee naa jaane
Han, dhund rahe hain ham usako hoke divaane
Yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai – (2)
Kuchh khwaab chaahato ke aankhon me saj rahe
Kyun aaj dhadkanon me (ghungharu se baj rahe -2)
Yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai – (2)
Apanee see lagatee hai mujhko kyun ajnabee woh
Han, hone lagee hai iss dil kee divaanagee woh
Yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai – (2)
| Movie | Papa The Great |
| Singer | Sonu Nigam |
| Music Composer | Nikhil-Vinay |
| Lyricist | Faiz Anwar |