Ankhon Ke Samne Lyrics  | Daku Mangal Singh | Dara Singh, Mumtaz | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Ankhon Ke Samne Lyrics | Daku Mangal Singh | Dara Singh, Mumtaz | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Ankho ke samne chandani raat me
Ankho ke samne chandani raat me
Le gaye dil wo yu baat hi baat me
Ke hamne kaha jawab nahi
Ke hamne kaha jawab nahi
Ankho ke samne chandani raat me
Ankho ke samne chandani raat me
Le gaye dil wo yu baat hi baat me
Ke hamne kaha jawab nahi
Ke hamne kaha jawab nahi

Thodi si khusi hai zara
Sa dil khafa bhi hai
Unse hai mohabbaat
Kuch gila bhi hai
Bhla bhi hai bura bhi hai
Toba bhi hai nasa bhi hai
Bhla bhi hai bura bhi hai
Toba bhi hai nasa bhi hai
Jane kya kar gaye ik mulakat me
Jane kya kar gaye ik mulakat me
Le gaye dil wo yu baat hi baat me
Ke hamne kaha jawab nahi
Ke hamne kaha jawab nahi

Ham ho or wo ho
Bahare ke jamane ho
Ham ho or wo ho
Bahare ke jamane ho
Dunia me na ho kuch
Shama ho parwane ho
Tarane ho fasane ho
Bahane ho diwane ho
Tarane ho fasane ho
Bahane ho diwane ho
Toba ham kho gaye kin khayalat me
Toba ham kho gaye kin khayalat me
Le gaye dil wo yu baat hi baat me
Ke hamne kaha jawab nahi
Ke hamne kaha jawab nahi.

MovieDaku Mangal Singh
SingerLata Mangeshkar
DirectorChand
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastDara Singh, Mumtaz, Prithviraj Kapoor
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *