Ankhiyaan Lyrics | Babul Supriyo

Ankhiyaan Lyrics | Babul Supriyo

Milna Adhura Rah Gaya Apne Kisse Mein
Sab Kuch to Hai Par Tu Nahi Mere Hisse Mein

Nahi Bin Tere Lagta Hai Dil
Aisi Suni Padi Hai Mahfil
Meri Mehmaan Ab Bani Hai Tanhaai

Ankhiyaan Bhar Aayi Ankhiyaan Bhar Aayi
Teri Yaadon Mein Piya Ye Ankhiyaan Bhar Aayi
Ankhiyaan Bhar Aayi Ankhiyaan Bhar Aayi
Kaise Sahe Duriyaan Ye Ankhiyaan Bhar Aayi

Yaad Hai Na Tune Hi to Jeena Mujhe Tha Sikhaya
Khali Mere Dil Mein Haan Pyar Tera Tha Basaya

Chand Mera Banke Tu Chupa Kahan
Tere Bin Ye Sara Manzhar Hai Dhuaan Dhuaan
Meri Raahon Mein Teri Hai Parchaai

Ankhiyaan Bhar Aayi Ankhiyaan Bhar Aayi
Teri Yaadon Mein Piya Ye Ankhiyaan Bhar Aayi
Ankhiyaan Bhar Aayi Ankhiyaan Bhar Aayi
Kaise Sahe Duriyaan Ye Ankhiyaan Bhar Aayi

SingerBabul Supriyo
Music ComposerShaan
LyricistFarhan Memon
LabelSinger Shaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *