Ambua ki daari se bole re koyaliya
Ambua ki daari se bole re koyaliya
Prit naa karna aji
Prit naa karna ji
Bole re koyaliya
Ambua ki dari se bole re koyaliya
Sulag sulag mai kali bhayi haay
Sulag sulag mai kali bhayi
Koylaa bani naa rakh
Koylaa bani naa rakh
Jal jal ke marana aji
Prit naa karna ji
Bole re koyaliya
Ambua ki dari se bole re koyaliya
Shahad ke andar zahar bhara hai
Shahad ke andar zahar bhara hai
Bacha nahi wo jisne piya hai
Bacha nahi wo jisne piya hai
Aahen naa bharna aji
Prit naa karna ji
Bole re koyaliya
Ambua ki dari se bole re koyaliya
Khushbu se tum mast naa hona
Khushbu se tum mast naa hona
Kaanto ko
Kaanto ko hatho se naa chhuna
Phulo se darna aji
Prit naa karna ji
Bole re koyaliya
Phulo se darna aji
Prit naa karna ji
Bole re koyaliya
Ambua ki dari se bole re koyaliya
Bole re koyaliya
| Movie | Dahej |
| Singer | Jayshree |
| Director | V Shantaram |
| Music Composer | Vasant Desai |
| Lyricist | Shams Lucknavi |
| Star Cast | Karan Dewan, Jay Shree T, Ulhas, Mumtaz Begum, Prithviraj Kapoor, Lalita Pawar |

