I Keep Waiting
Meri Nazar Mein Nahi Competition Abhi Bhi
and She Keeps Texting
So When Are You Coming Back to Me Baby
Main Ne Yaaron Ke Liye Kya Kuch Nahi Kiya
Abhi Kaun Ginay Bro?
Main Toh Chahta Hoon Meri Sohbat Mein Baithain
Yahaan Aur Winners Bro
I Know You Lie Through Your Teeth
They Want Me Gone Par Main Dheet
Raja Ne Kaha Main Hi Agla Raja
Toh Sab Se Zaroori Meri Jeet
Chamaatay Parengay Nahi Toh Phir Maa Kasam
Sit Your Ass Down!
Next Time You Get Up Toh Pehlay Tu Kha Kasam
Kha Kasam Yeh Sab Nahi Mujh Se Inspired
Kha Kasam I Never Started This
Kha Kasam Yeh Sab Nahi Mujh Se Inspired
Kha Kasam I Never Started This
I Keep Waiting
Meri Nazar Mein Nahi Competition Abhi Bhi
and She Keeps Texting
So When Are You Coming Back to Me Baby?
I Keep Waiting
Meri Nazar Mein Nahi Competition Abhi Bhi
and She Keeps Texting
So When Are You Coming Back to Me Baby?
Always on Time
on Time
He Is Always on Time
Time
on Time
Murals Banaatay Hain Fans Meray
Teri Do Din Ki Mashhoori Khamkha Ki
Interviews Mein Baray Shapatar Banay
Aur Studio Mein Aaye Toh Taang Kaanpay
| Singer | Talha Anjum |
| Music Composer | Umairmusicxx |
| Lyricist | Talha Anjum |
| Label | Talha Anjum |

