Allah Ke Bande Hans De Lyrics | Waisa Bhi Hota Hai Part II | Kailash Kher | Vishal Shekhar

Tuta tuta ek parinda aise tuta ke fir jud na paya
Luta luta kisne usko aise luta ke fir ud na paya

Girta hua wo aasma se aakar gira jamin par
Khwabo me fir bhi badal hi the wo kahta raha magar
Allah ke bande hasde
Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

Khoke apne par hi to usne tha udna sikha
Khoke apne par hi to
Khoke apne par hi to usne tha udna sikha
Gum ko apne sath bhi lele
Dard bhi tere kam aayega
Allah ke bande hasde
Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega
Allah ke bande hasde
Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

Tukde tukde ho gaya tha har sapna jab wo tuta
Tukde tukde ho gaya tha
Tukde tukde ho gaya tha har sapna jab wo tuta
Bikhre tukdo me allah ki marzi ka manzar payega
Allah ke bande hasde
Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega
Allah ke bande hasde
Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

Tuta tuta ek parinda aise tuta ke fir jud na paya
Luta luta kisne usko aise luta ke fir ud na paya
Girta hua wo aasma se aakar gira jamin par
Khwabo me fir bhi badal hi the wo kahta raha magar
Allah ke bande hasde
Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega
Allah ke bande hasde
Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal fir aayega

MovieWaisa Bhi Hota Hai Part II
SingerKailash Kher
DirectorShashank Ghosh
Music ComposerVishal Shekhar
LyricistVishal Dadlani
Star CastArshad Warsi, Prashant Narayanan, Sandhya Mridul, Pratima Kazmi, Mahima Choudhary, Maria Goretti, Anant Jog, Kurush Deboo, Suresh Dubey, Roma Sen Gupta, Suchitra Pillai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *