Akela Hun Mai Is Duniya Me Lyrics  | Baat Ek Raat Ki | Dev Anand, Waheeda Rehman | Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman

Akela Hun Mai Is Duniya Me Lyrics | Baat Ek Raat Ki | Dev Anand, Waheeda Rehman | Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman

Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai

Na to parwana aur na
Deewana mai kisi mehafil ka
Suni suni raahe
Thaamati hai baahe
Gam kise manzil ka
Na to parwana aur na
Deewana mai kisi mehafil ka
Suni suni raahe
Thaamati hai baahe
Gam kise manzil ka
Mai to hun raahi dil ka
Saathi hai to mera saya
Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai

Jaise kabhi pyaare jhil ke
Kinaare hans akela nikale
Waise hi dekhoji yah man mauji
Maujo ke sine pe chale
Jaise kabhi pyaare jhil ke
Kinaare hans akela nikale
Waise hi dekhoji yah man mauji
Maujo ke sine pe chale
Chaand sitaro ke tale
Saathi hai to mera saya
Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai.

MovieBaat Ek Raat Ki
SingerMohammed Rafi
DirectorShankar Mukherjee
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastDev Anand, Waheeda Rehman, Johnny Walker
LabelSaregama Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *