Ajeeb Hai Zindagi Ki Manzil Lyrics  | Akash | Balraj Sahni, Nadira | Shankar Dasgupta | Anil Krishna Biswas

Ajeeb Hai Zindagi Ki Manzil Lyrics | Akash | Balraj Sahni, Nadira | Shankar Dasgupta | Anil Krishna Biswas

Ajeeeeb hai
Zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Na muskuraaye na ro sake dil
Na muskuraaye na ro sake dil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai

Na koi rastaa na kaarwaan hai
Sitam ki deewaar darmiyaan hai
Na koi rastaa na kaarwaan hai
Sitam ki deewaar darmiyaan hai
Badhe to mushqil rukey to mushqil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai

Chale thhe ulfat ki bekhudi mein
Uthhaa wo toofaan zindagi mein
Uthaa wo toofaaaaaan
Na koi kashti na koi saahil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeb hai zindagi ki manzil
Kahaan chale thhe kahaan pe aaye
Ajeeeeeb hai.

MovieAkash
SingerShankar Dasgupta
DirectorManmohan Sabir
Music ComposerAnil Krishna Biswas
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastBalraj Sahni, Nadira, Agha, Shammi, Manmohan Krishan, Badri Prasad
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *