Aiyo Re Gaya Kaam Se Lyrics | Kahte Hain Mujhko Raja | Kishore Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Aiyo re gya kaam se tera diwana bahak gya na
Lipata le pyar se o janejana machal gya na
Tauba jawani teri haye tuti kalai meri

Dekho dekho ji pahla milan hai apna
Ho chhodo chhodo ji najuk badan hai apna
He dekho dekho ji pahla milan hai apna
Ho chhodo chhodo ji najuk badan hai apna
Aaja jara dil pahle are samjhi thi mai to pahle
Aiyo re gya kaam se tera diwana bahak gya na
Lipata le pyar se o janejana machal gya na
Tauba jawani teri haye tuti kalai meri
Aiyo re gya kaam se tera diwana bahak gya na
Lipata le pyar se o janejana machal gya na

Mai to jhumunga teri pakad ke ungli
Ho batho sidhe se tum to ho bilkul jungli
He mai to jhumunga teri pakad ke ungli
Ho batho sidhe se tum to ho bilkul jungli
Aisa hi ab to hoga tauba tauba hai meri tauba
Aiyo re gya kaam se tera diwana bahak gya na
Lipata le pyar se o janejana machal gya na
Tauba jawani teri haye tuti kalai meri
Aiyo re gya kaam se tera diwana bahak gya na
Lipata le pyar se o janejana machal gya na
Lipata le pyar se o janejana
Lipata le pyar se o janejana
Lipata le pyar se o janejana
Lipata le pyar se o janejana

MovieKahte Hain Mujhko Raja
SingerKishore Kumar, Asha Bhosle
DirectorBiswajeet
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastBiswajeet, Rekha, Dharmendra, Hema Malini, Bipin Gupta, Alka, Nadira, Keshto Mukherjee, Shatrughan Sinha, Abhi Bhattacharya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *