Dil Mera Tod Diya Mujhe Tanha Chhod Diya
Gairon Se Hai Sanam Tune Rishta Jod Liya
Kehna To Chahte Hain Magar Izhaar Nahin Karte
Hum Tum Pe Bewafa Aitbar Nahin Karte
Nafrat Karte Hain Tumse Ab Pyaar Nahin Karte
Hum Tum Pe Bewafa Aitbar Nahin Karte
Mujhe Itna Dard Diya Jism Zakhmon Se Bhar Diya
Teri Bewafai Ne Itna Humein Paagal Kar Diya
Mujhe Itna Dard Diya Jism Zakhmon Se Bhar Diya
Teri Bewafai Ne Itna Humein Paagal Kar Diya
Ab Jee Lenge Tere Bin Jaan-nisaar Nahin Karte
Hum Tum Pe Bewafa Aitbar Nahin Karte
Nafrat Karte Hain Tumse Ab Pyaar Nahin Karte
Hum Tum Pe Bewafa Aitbar Nahin Karte
Kya Mujhse Hui Khata Bas Itna Hi Bata De
Teri Yaad Mein Likhe Jo Mere Geeton Ko Jala De
Kya Mujhse Hui Khata Bas Itna Hi Bata De
Teri Yaad Mein Likhe Jo Mere Geeton Ko Jala De
Hum Tumko Bhula Denge Kabhi Takraar Nahin Karte
Hum Tum Pe Bewafa Aitbar Nahin Karte
Nafrat Karte Hain Tumse Ab Pyaar Nahin Karte
Hum Tum Pe Bewafa Aitbar Nahin Karte
| Singer | Jay J |
| Music Composer | Bunny Beats |
| Lyricist | Jay J |
| Label | Zee Music Company |

