Aisee Muhobbat Se Ham Baaj Aaye Lyrics | Nirala | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Aisee Muhobbat Se Ham Baaj Aaye Lyrics | Nirala | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Aisi mohabbat se ham baaj aaye
Jo dil ko jalaye sataye dukhaye
Dil ko jalaye sataye dukhaye
Aisi mohabbat se ham baaj aaye
Jo dil ko jalaye sataye dukhaye
Dil ko jalaye sataye dukhaye

Tasavvur me tumse hui kitni baate
Gujari bahut jaag kar hamne raate
Tasavvur me tumse hui kitni baate
Gujari bahut jaag kar hamne raate
Kabhi hamne chhup chhup ke aansu bahaye
Aisi mohabbat se ham baaj aaye
Jo dil ko jalaye sataye dukhaye
Dil ko jalaye sataye dukhaye

Banakar tumhe apna kya hamne paya
Khushi lut gayi chain dil ka gawaya
Banakar tumhe apna kya hamne paya
Khushi lut gayi chain dil ka gawaya
Bade gam sahe aur bahut dukh uthaye
Aisi mohabbat se ham baaj aaye
Jo dil ko jalaye sataye dukhaye
Dil ko jalaye sataye dukhaye
Aisi mohabbat se ham baaj aaye
Jo dil ko jalaye sataye dukhaye
Dil ko jalaye sataye dukhaye

MovieNirala
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistPyarelal Santoshi
Star CastDev Anand, Madhubala, Yaqub, Mumtaz Ali, Mazhar Khan, Leela Mishra, Radha Kishan, Narbada Shankar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *