Aisa To Socha Na Tha, Aise Hi Kya Ho Gaya Lyrics | Pasand Apni Apni | Asha Bhosle | Bappi Lahiri

Aisa To Socha Na Tha, Aise Hi Kya Ho Gaya Lyrics | Pasand Apni Apni | Asha Bhosle | Bappi Lahiri

Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
Pyar ka wo sama kab kaha kho gaya
Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya

Anjan raho me kyu milte hai do ajnabi
Ek pal me ban jaye kyu ek duje ki jindagi
Jo nahi hona tha wo yaha ho gaya
Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya

Sathi bichad jate hai kis mod pe chhod ke
Sapne bikhar jate hai masum dil tod ke
Sathi bichad jate hai kis mod pe chhod ke
Sapne bikhar jate hai masum dil tod ke
Jal gayi do jaha sab dhua ho gaya
Aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
Pyar ka wo sama kab kaha kho gaya
Aisa to socha na tha aisa to socha na tha

MoviePasand Apni Apni
SingerAsha Bhosle
DirectorBasu Chatterjee
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistYogesh, Anjaan
Star CastMithun Chakraborty, Rati Agnihotri, Utpal Dutt, A K Hangal, Javed Khan, Atul Agnihotri, Ashok Kumar, Kumud Tripathi, Jay Shree T, Dinesh Hingoo, Subbiraj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *