Aisa Lagta Tha Ye Bairi Sawan Lyrics | Jigarwala | Asha Bhosle, Amit Kumar | Nadeem Shravan

Aisa Lagta Tha Ye Bairi Sawan Lyrics | Jigarwala | Asha Bhosle, Amit Kumar | Nadeem Shravan

Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jayega tumhare bina
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jayega tumhare bina
Tumhare bina ho tumhare bina

Kitna hasin savan hai ye
Hum dono ki mulakat ka
Kitna hasin savan hai ye
Hum dono ki mulakat ka
Pagal bana dega hume ye
Pyara mausam barsat ka
Aankho se dil me sama kar
Dhadkan me chhup jao na
Na na na aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jayega tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Kya pyar hai kya ye nasha
Ye sab tumi ne sikhaya mujhe
Kya pyar hai kya ye nasha
Ye sab tumi ne sikhaya mujhe
Rahne bhi do iljam ye
Divana tumi ne banaya mujhe
Phle to mujhko sata ke
Ab yu mukar jao na na na na
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jayega tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Lagta hai yu barso ke baad
Meri duao me aaya asar
Lagta hai yu barso ke baad
Meri duao me aaya asar
Chup bhi raho kuch na kaho
Kahi lag na jaye kisi ki najar
Meri hai har sans teri tum bhi kasam khao na
Na na na aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jayega tumhare bina

MovieJigarwala
SingerAsha Bhosle, Amit Kumar
DirectorSwaroop Kumar
Music ComposerNadeem Shravan
Star CastAnil Kapoor, Tina Munim, Jagdeep, Gulshan Grover, Amrish Puri, Urmila Bhatt, Biswajeet, Kanan Kaushal, Guddi Maruti, Ram Mohan, Yunus Parvez, Priti Sapru, Tej Sapru

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *