Ai Nargise Mastana Lyrics | Aarzoo (1965) | Mohammad Rafi | Shankar-Jaikishan

Ai nargise mastana (bas itani shikayat hai – 2)
Samjha hamen begana, (bas itni shikayat hai – 2)

Har rahpar kataraye, har mod par ghabaraye,
Muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye – 2
O hamko nahi pehchana, (bas itani shikayat hai – 2)

Ho jathe ho par ham bhi, ban jathe ho ham dam bhi
Ai sakh ay mehkhana, shola bhi ho shabnam bhi – 2
O khali mera paimana, (bas itani shikayat hai – 2)

Har rang kayamat hai, har dang shararat hai
Dil todke chal dena, yeh husn ki aadat hai – 2
O aata nahi behelaana, (bas itani shikayat hai – 2)

Ai nargise mastana (bas itani shikayat hai – 2)
Samjha hamen begana, (bas itni shikayat hai – 2)

MovieAarzoo (1965)
SingerMohammad Rafi
Music ComposerShankar-Jaikishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *