Ai Kash Dile Nadan Lyrics | Imaandar | Suresh Wadkar | Kalyanji-Anandji

Ai kash dile nadan – (2)
Aaisa na kiya hota pyar kiya hota
Sauda na kiya hota pyar kiya hota
Sauda na kiya hota, ai kash dile nadan……

Wada wafa kaa hamne kis mod pe hain toda – (2)
Haste kisee chaman ko (viran karke chhodha -2)
Masum kisee dil ko dhokha na diya hota – (2)
Pyar kiya hota sauda na kiya hota, ai kash dile nadan….

Khwabo ke ashiya pe bijalee girayee hamne – (2)
Daulat se mohabbat kee (kimat lagayee hamne -2)
Nilam mai huwa tha dil toh na bika hota – (2)
Pyar kiya hota sauda na kiya hota, ai kash dile nadan

Ek bejuban dil kee duneeya tabah kar ke – (2)
Laute hai aaj ham yeh (kaisa gunah karke -2)
Yu nam mohabbat kaa ruswa na kiya hota – (2)
Pyar kiya hota sauda na kiya hota, aaye kash dile nadan
Aaisa na kiya hota pyar kiya hota
Sauda na kiya hota, aaye kash dile nadan

MovieImaandar
SingerSuresh Wadkar
Music ComposerKalyanji-Anandji
LyricistAnjaan, Prakash Mehra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *