Agre Se Ghaghro Manga De Rasiya Lyrics | Chor Machaye Shor | Asha Bhosle | Ravindra Jain

Agre Se Ghaghro Manga De Rasiya Lyrics | Chor Machaye Shor | Asha Bhosle | Ravindra Jain

Aagre se ghaghro manga de rasiya
Ki mai to mela dekhan jaungi
Aagre se ghaghro manga de rasiya
Ki mai to mela dekhan jaungi
Mela dekhan jaungi re mai to mela dekhan jaungi
Mela dekhan jaungi ai mela dekhan jaungi
Aagre se ghaghro manga de rasiya
Ki mai to mela dekhan jaungi

Ghagre ke upar saiya taaj ki tasvir ho
Ghagre ke upar saiya taaj ki tasvir ho
Kinare kinare bahta jamuna ji ka neer ho
Jamuna ji me naiya ho o jamuna ji me naiya ho
Aur tujh jaisa khebaiya ho
Manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi
Aagre se ghaghro manga de rasiya
Ki mai to mela dekhan jaungi

Champa jaye chameli jaye mai kaise rah jaungi
Champa jaye chameli jaye mai kaise rah jaungi
Pathna ke pas jalebi baith sadak pe khungi
Mai dekhu mela
Mai dekhu mela
Mai to dekhu mela ki duniya dekhe
Ghagara manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi
Aagre se ghaghro manga de rasiya
Ki mai to mela dekhan jaungi
Mela dekhan jaungi re mai to mela dekhan jaungi
Mela dekhan jaungi mai to mela dekhan jaungi
Aagre se ghaghro manga de rasiya
Ki mai to mela dekhan jaungi

MovieChor Machaye Shor
SingerAsha Bhosle
DirectorAshok Rao
Music ComposerRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Star CastMumtaz, Meena T, Ram Mohan, Tarun Ghosh, Shashi Kapoor, Danny Denzongpa, Asrani, Madan Puri, Sajjan, Kamal Kapoor, Asit Sen, Shyam Kumar, Chaman Puri, Uma Dutt, Prakash, Kamal, Chandrima Bhaduri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *