Agar Tum Na Hote (Male) Lyrics | Agar Tum Na Hote | Kishore Kumar | R D Burman

Agar Tum Na Hote (Male) Lyrics | Agar Tum Na Hote | Kishore Kumar | R D Burman

??hume aur jine ki chahat na hoti
Hume aur jine ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote
Hume aur jine ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote

Tumhe dekhke to lagta hai aise
Baharo ka mausam aaya ho jaise
Tumhe dekhke to lagta hai aise
Baharo ka mausam aaya ho jaise
Dikhai na deti andhero me jyoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote
Hume aur jine ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote

Hume jo tumahara sahara na milta
Bhanwar me hi rahte kinara na milta
Hume jo tumahara sahara na milta
Bhanwar me hi rahte kinara na milta
Kinare pe bhi to lahar aa duboti
Agar tum na hote
Agar tum na hote
Hume aur jine ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote

MovieAgar Tum Na Hote
SingerKishore Kumar
DirectorLekh Tandon
Music ComposerR D Burman
LyricistGulshan Bawra
Star CastRajesh Khanna, Rekha, Raj Babbar, Madan Puri, Asrani, Sudhir Dalvi, Baby Shabana, Yunus Parvez, Dulari, Gulshan Bawra, Sunder, Sami, Raj Mehra, Sunil Dhawan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *