Agar kubul hamaara salaam ho jaaye – (2)
Toh aashqui mein ho, toh aashqui mein hamaara bhi naam ho jaaye
Agar kubul hamaara salaam ho jaaye
Tumhaari aankhon mein chaahat hamaari soti hai – (2)
Tumhaare naam se har roj subah hoti hai – (2)
Tumhaari baat kare hum toh shaam ho jaaye – (2)
Toh aashqui mein ho, toh aashqui mein hamaara bhi naam ho jaaye
Agar kubul hamaara salaam ho jaaye – (2)
Ijaajat ho toh mohabbat mein ek kaam kare – (2)
Hum apani jindagi jaanam tumhaare naam kare – (2)
Tumhaara pyaar agar mere naam ho jaaye – (2)
Toh aashqui mein ho, toh aashqui mein hamaara bhi naam ho jaaye
Agar kubul hamaara salaam ho jaaye – (2)
Toh aashqui mein hamaara bhi naam ho jaaye
| Movie | Afsana Dilwalon Ka (1996) |
| Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Music Composer | Shyam-Surender |