Agar Dil Kisise Lagaaya Na Lyrics  | Bada Aadmi | Jayant, Sheikh Mukhtar, Vijaya Choudhury | Mohammad Rafi | Chitragupta Shrivastava

Agar Dil Kisise Lagaaya Na Lyrics | Bada Aadmi | Jayant, Sheikh Mukhtar, Vijaya Choudhury | Mohammad Rafi | Chitragupta Shrivastava

Agar dil kissi se lagaaya na hota (2)
Zamaane ne hum ko mitaaya na hota (2)

Gira na hi tha toone aansoo samajh ke, aansoo samajh ke
To nazaron mein hum ko basaaya na hota (2)
Zamaane ne hum ko mitaaya na hota

Muqaddar mein gar yehi rusvaaiyaan thi, rusvaaiyaan thi
To mehfil mein teri main aaya na hota (2)
Zamaane ne hum ko mitaaya na hota

Agar tere daaman ki hasrat na hoti, hasrat na hoti
To yoon zindagi ko lootaya na hota
Agar dil kissi se lagaaya na hota
Zamaane ne hum ko mitaaya na hota

MovieBada Aadmi
SingerMohammad Rafi
Music ComposerChitragupta Shrivastava
LyricistPrem Dhawan
Star CastJayant, Sheikh Mukhtar, Vijaya Choudhury
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *