Afsaana Banaaya Aapne Lyrics | Gunmaaster G9 | Himesh Reshammiya, Asees Kaur

Afsaana Banaaya Aapne Lyrics | Gunmaaster G9 | Himesh Reshammiya, Asees Kaur

Afsana Afsana Afsana
Afsana Afsana Afsana

Baat Jism Ki Thi Nahi
Rooh Tak Hume Jaana Hai
Maamla Yeh Dil Ka Hai
Ishq Yeh Nibhaana Hai

Yun Teri Galiyon Mein Aana
Yun Tera Dil Ko Dhadkana
Yun Mera Murshid Ho Jaana
Lamha Tha Daur Banaya Apne

Kisse Ko Dastaan Banaya Apne
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Pehle Toh Main Aashik Tha
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Pehle Toh Main Aashik Tha
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne

Kyun Tere Aane Se Dil Chain Yeah Paata Hai
Tere Milne Se Kuch Pal Aaram Aata Hai

Baat Kuch Pal Ki Nahi
Door Tak Hume Jaana Hai
Faasle Bhi Hai Bohot
Phir Bhi Tumko Paana Hai

Yun Teri Baahon Mein Aana
Yun Mera Tabaah Ho Jaana
Yun Tera Marham Ban Jaana
Dard Tha Dabah Banaya Apne

Zarra Tha Aasmaan Banaya Apne
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Pehle Toh Main Aashik Tha
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne

MovieGunmaaster G9
SingerHimesh Reshammiya, Asees Kaur
DirectorAditya Datt
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistHimesh Reshammiya
Star CastEmraan Hashmi, Genelia Deshmukh, Aparshakti Khurana, Abhishek Singh
LabelHimesh Reshammiya Melodies

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *