Ae Khuda Yeh Bata, Aisa Hota Hai Kyun Lyrics | Akarshan | Bhupinder Singh | Ajit Singh

Ae Khuda Yeh Bata, Aisa Hota Hai Kyun Lyrics | Akarshan | Bhupinder Singh | Ajit Singh

Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun
Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun
Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun

Dur tak ghum rahi dhund aaye najar
Dhund aise ki gum ho gayi rehgujar
Ek dil de diya uljhane iss kadar
Kitna mushkil raha jindagi ka safar
Jindagi ka safar jindagi ka safar
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun
Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun

Aise chaah pakadne mein fasaaya hi tha
Jise apna kaha woh paraaya hi tha
Tune aankhon ko sapne diye kyun bata
Maine sapne sajaaye meri kya khata
Meri kya khata meri kya khata
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun
Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun

Jindagi ban gayi dard ki daastaan
Badguma ho gaye yeh jamin aasmaan
Hai ajab chaar su ghum ki parchhaayiya
Tu hi batala ke ab jaau bhi toh kahaan
Jaau bhi toh kahaan jaau bhi toh kahaan
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun
Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun

Mere haathon se kyun dhup ke saaye ghane
Behaki raaton na aaya koi thamne
Raahpar kyun lage raah mein lutne
Dubate waqt sahil raha saamane
Sahil raha saamane saahil raha samane
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun
Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun
Har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
Ae khuda yeh bata
Aisa hota hai kyun

MovieAkarshan
SingerBhupinder Singh
DirectorTanvir Ahmed
Music ComposerAjit Singh
LyricistRajesh Johri
Star CastSonu Walia, Rohini Hattangadi, Parveen Babi, Smita Patil, Raj Babbar, Girish Karnad, Akbar Khan, Deepak Qazir, Sharon Prabhakar, Suparna A

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *