Ae Dil Na Mujhe Yaad Lyrics  | Sawan Aya Re | Kishore Sahu, Sofia | Mohammed Rafi, Shamshad Begum | Khemchand Prakash

Ae Dil Na Mujhe Yaad Lyrics | Sawan Aya Re | Kishore Sahu, Sofia | Mohammed Rafi, Shamshad Begum | Khemchand Prakash

Aye dil na mujhe yaad dila
Baatein purani
Main bhul raha bhul raha
Hoon jo kahani
Aye dil na mujhe yaad dila
Baatein purani

Wo sanjh gualbi
Wo madhur chandani raate
Wo sanjh gualbi
Wo madhur chandani raate
Un unche pahado ke tale
Pyar ki baatein
Sawan ke mahine wo hawa
Root wo suhani
Sawan ke mahine wo hawa
Root wo suhani
Mat yaad dila yaad dila
Baatein purani
Main bhul raha bhul raha
Hoon jo kahani
Aye dil na mujhe yaad dila
Baatein purani

Lo doob raha suraj
Hui sanjh ki bela
Sanjh ki bela
Dali pe koi kuk raha
Panchi akela panchi akela
Aankho ki do bundo main liye
Kal ki kahani
Kal ki kahani
Kal ki kahani
Mat yaad dila yaad dila
Baatein purani

Kismat ne kiya door mujhe
Mil na sakungi
Dali se gira phul hu main
Khil na sakungi
Aansoo se likhi jati hai
Meri ye kahani
Aye dil na mujhe yaad dila
Baatein purani.

MovieSawan Aya Re
SingerMohammed Rafi, Shamshad Begum
DirectorKishore Sahu
Music ComposerKhemchand Prakash
LyricistBharat Vyas
Star CastKishore Sahu, Sofia, David, Mohana, Gulab, Ramesh Gupta, Pratima Devi, Anant Prabhu
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *