Ae Dil Karoon Main Kya Lyrics  | Bhai Bahen | Ashok Kumar, Sunil Dutt | Sharda Rajan Iyengar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ae Dil Karoon Main Kya Lyrics | Bhai Bahen | Ashok Kumar, Sunil Dutt | Sharda Rajan Iyengar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ae dil karoon main
Kya samna tere hua
Ae dil karoon main
Kya samna tere hua
Pahlu se jana nahi
Tu hai meri zindagi
Ae dil karoon main
Kya samna tere hua
Pahlu se jana nahi
Tu hai meri zindagi
Ae dil karoon main
Kya samna tere hua

Bake sanam hum or
Tum nacha kare rat bhar
Jhuma kare ye zindagi
Gate rahe rat bhar
Gate rahe rat bhar
Ae dil karoon main
Kya samna tere hua

Dono jaha teri kasam
Tu jo kahe har du
Jo na mila tujhko kahi
Aisa mai sansar du
Aisa mai sansar du
Ae dil karoon main
Kya samna tere hua

Dunia se kya lena mujhe
Tu jo mere sath hai
Jisko juba kah na saki
Aankho me wo bat hai
Aankho me wo bat hai

Ae dil karoon main
Kya samna tere hua
Pahlu se jana nahi
Tu hai meri zindagi
Ae dil karoon main
Kya samna tere hua
Pahlu se jana nahi
Tu hai meri zindagi
Ae dil karoon main
Kya samna tere hua.

MovieBhai Bahen
SingerSharda Rajan Iyengar
DirectorA. Bhimsingh
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastAshok Kumar, Sunil Dutt, Nutan, Padmini, Pran, Sulochana Latkar, Helen, Mukri, Bhalla, Babbanlal Yadav, V.D. Puranik
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *