Ae Bhoolne Wale Lyrics  | Singaar | Jairaj, Madhubala | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Khawaja Khurshid Anwar

Ae Bhoolne Wale Lyrics | Singaar | Jairaj, Madhubala | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Khawaja Khurshid Anwar

Aye bhulne wale
Tujhe ye kaun bataye
Baithi hoon teri yad
Ko sine se lagaye
Aye bhulne wale
Aye bhulne wale
Tujhe ye kaun bataye
Baithi hoon teri yad
Ko sine se lagaye
Aye bhulne wale

Is dar se ke ho jaye
Na badnam mohabbat
Badnam mohabbat
Is dar se ke ho jaye
Na badnam mohabbat
Badnam mohabbat
Fariyad na ki aankh
Se aansoo na bahaye
Baithi hoon teri yad
Ko sine se lagaye
Aye bhulne wale

Kis tarah kahu kuch mujhe
Kahne nahi dete
Kahne nahi dete
Kis tarah kahu kuch mujhe
Kahne nahi dete
Kahne nahi dete
Zaalim tere wade
Jo mere kam na aaye
Baithi hoon teri
Yad ko sine se lagaye
Aye bhulne wale.

MovieSingaar
SingerSuraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
DirectorJ.K. Nanda
Music ComposerKhawaja Khurshid Anwar
LyricistNakhshab Jarchavi
Star CastJairaj, Madhubala, Suraiya, K N Singh, Durga Khote, Madan Puri, Randhir Kapoor
LabelColumbia Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *