Abhi Zarra Si Der Me Ye Raat Gungunayegi Lyrics | Maha Badmash | Asha Bhosle | Ravindra Jain

Abhi zara si der me ye raat gungunayegi
Ye dhadkano ki lay koi hasin dhun sunayegi
Na tujhko nind aayegi na mujhko nind aayegi
Mere karib aake pee ye fasla mita ke pee

Jo tu kahe to jhumti mahakti julf khol du sanam
Teri mahakti sharab me labo ka rang ghol du

Teri najar najar pe mai inka phul tol du
Mere karib aake pee ye fasla mita ke pee
Mere karib aake pee ye fasla mita ke pee

Ye raat ek umar hai hai umar pyar ke liye
Yu ajnabi se banke hum agar jiye to kya jiye

Tu un gamo ko bhul ja jo gum hai waqt ne diye
Mere karib aake pee ye fasla mita ke pee
Abhi zara si der me ye raat gungunayegi
Ye dhadkano ki lay koi hasin dhun sunayegi
Na tujhko nind aayegi na mujhko nind aayegi
Mere karib aake pee ye fasla mita ke pee
Mere karib aake pee ye fasla mita ke pee

MovieMaha Badmash
SingerAsha Bhosle
DirectorR G Thaker
Music ComposerRavindra Jain
LyricistNaqsh Lyallpuri
Star CastVinod Khanna, Neetu Singh, Bindu, Pinchoo Kapoor, Om Shiv Puri, Brahmachari, Rajan Haksar, Imtiaz Khan, Shiv Kumar, Raza Murad, Parveen Paul, Shetty, Nandita Thakur

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *