Abhi toh mohabbat ka aaghaj hai
Abhi toh mohabbat ka aaghaj hai
Abhi toh mohabbat ka anjam hoga
Bada dilnashin tera andaz hai
Bada dilnashin tera andaz hai
Bada khubsurat tera naam hoga
Abhi toh mohabbat ka aaghaj hai
Yeh aankhe
Yeh palke
Yeh bindiya
Yeh kajal
Yeh choodi
Yeh kangna
Yeh jhumke
Yeh payal
Badi hi surili yeh aawaz hai
Badi hi surili yeh aawaz hai
Isse sun ke dil ko bhi aaram hoga
Abhi toh mohabbat ka aaghaj hai
Abhi toh mohabbat ka anjam hoga
Abhi toh mohabbat ka aaghaj hai
Yeh masti ada ki
Yeh julfo ki khushbu
Yeh hontho ki lali
Yeh baato ka jaadu
Diwaane sabhi tere mohtaz hai
Diwaane sabhi tere mohtaz hai
Koyi naa koyi tera gulfam hoga
Abhi toh mohabbat ka aaghaj hai
Abhi toh mohabbat ka anjam hoga
Bada dilnashin tera andaz hai
Bada khubsurat tera naam hoga
Abhi toh mohabbat ka aaghaj hai
| Movie | Hum Ho Gaye Aap Ke |
| Singer | Udit Narayan, Alka Yagnik |
| Director | Ahathian |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Fardeen Khan, Reema Sen, Apoorva Agnihotri, Suman Ranganathan, Suresh Oberoi, Neena Kulkarni, Mahesh Thakur, Sadashiv Amrapurkar, Ali Asgar, Achyut Potdar, Suhas Joshi, Jaya Bhattacharya |

