Abdulla Mera Naam Abdulla Lyrics | Salaam Memsaheb | Asha Bhosle | Ravi

Abdulla Mera Naam Abdulla Lyrics | Salaam Memsaheb | Asha Bhosle | Ravi

Abdulla abdulla abdulla

Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
Aise na dekho ji haye allah
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
Aise na dekho ji haye allah
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

Husn ka diwana shama ka parwana
Main tera hu zalim tune na pahchana
Husn ka diwana shama ka parwana
Main tera hu zalim tune na pahchana
Mujhe to tune dil se bhulaya magar
Tujhko na bhulunga main wallah
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
Aise na dekho ji haye allah
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

Ye adayein ye shabab nahi inka jawab
Mujhe badi khushi huyi milke aapse janab
Salam mem sahab
Ye adayein ye shabab nahi inka jawab
Mujhe badi khushi huyi milke aapse janab
Lije nishani mera chhalla
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
Aise na dekho ji haye allah
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

Nargisi aankho me jane kya jadu hai
Jise bhi dekhahai wahi bekabu hai
Nargisi aankho me jane kya jadu hai
Jise bhi dekhahai wahi bekabu hai
Dil mera tune luta hai o naajni
Teri adayein subhan allah
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
Aise na dekho ji haye allah
Mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
Abdulla abdulla abdulla
Abdulla abdulla abdulla

MovieSalaam Memsaheb
SingerAsha Bhosle
DirectorK Parvez, Kalpataru
Music ComposerRavi
Star CastSubiraj, Kum Kum, Bhagwan, K N Singh, Achla Sachdev

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *