Abb Mai Kah Karu Kit Jau Lyrics | Dharti Mata | Kundan Lal Saigal | Pankaj Mullick

Abb Mai Kah Karu Kit Jau Lyrics | Dharti Mata | Kundan Lal Saigal | Pankaj Mullick

Abb mai kah karu kit jau mai kah karu kit jau – (2)

Chhut gaya -3 sab sath sahara
Apne bhee kar gaye kinara
Chhut gaya sab sath sahara
Apne bhee kar gaye kinara
Ik bajee me sab kuchh hara
Aasha haree himmat haree
Abb kya danv lagau
Mai kah karu kit jau
Abb mai kah karu kit jau
Mai kah karu kit jau
Jo paudha sincha murajhaya tut gaya jo mahal banaya – (2)
Bujh gaya jo bhee diya jalaya
Man andhiyara jag andhiyara
Jyot kaha se lau mai
Kah karu kit jau

MovieDharti Mata
SingerKundan Lal Saigal
DirectorNitin Bose
Music ComposerPankaj Mullick
LyricistPandit Sudarshan
Star CastK L Sehgal, Kamlesh Kumari, Uma Devi, K C Dey, Nimmo, Nawab, Jagdish Sethi, Bhika Ram Kapoor, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Prithviraj Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *