Apne ghar mein ik naya mehmaan aanewaala hai
Bachcha hai bhagwaan toh bhagwaan aanewaala hai
Yaar main jhumu gauna
Ab chaacha main kehlaayunga
Yaar main jhumu gauna
Ab chaacha main kehlaayunga
La la la ra la la la la la la la la la
Tum dono yeh socho woh mehmaan kaisa hoga
Mujhe pata hai woh bilkul mere jaisa hoga
Tum dono yeh socho woh mehmaan kaisa hoga
Mujhe pata hai woh bilkul mere jaisa hoga
Naam bhi maine soch liya
Raaja use bulaayunga
Ab chaacha main kehlaayunga
Apne ghar mein ik naya mehmaan aanewaala hai
Ungali pakadake meri jab woh chalega galiyon mein
Ek hi phul dikhega baag ki laakhon kaliyon mein
Ungali pakadake meri jab woh chalega galiyon mein
Ek hi phul dikhega baag ki laakhon kaliyon mein
Aakhir mera bhatija hai
Hero use banaayunga
Abb chaacha main kehlaayunga
Apane ghar mein ik naya mehmaan aanewaala hai
Bachcha hai bhagwaan toh bhagwaan aanewaala hai
Yaar main jhumu gaayuna
Ab chaacha main kehlaayunga
Yaar main jhumu gaayuna
Ab chaacha main kehlaayunga
La la la ra la la la la la la la la la
| Movie | Boxer |
| Singer | Vanita Mishra |
| Director | Ashok Gaikwad, Raj N Sippy |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Gulshan Bawra |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Rati Agnihotri, Tanuja, Danny Denzongpa, Iftekhar, Sharat Saxena, Parikshat Sahni, Sujit Kumar, Bob Christo, Ameen Sayani, Gurbachan, Jagdish Raj, Naaz, Raju Shreshta, Sudhir, Mac Mohan, Birbal, Baby Pinky, Shekhar Purohit, Yusuf Khan |

