Ab Main Kah Karu Lyrics  | Dharti Mata | K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey | Kundan Lal Saigal | Pankaj Mullick

Ab Main Kah Karu Lyrics | Dharti Mata | K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey | Kundan Lal Saigal | Pankaj Mullick

Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau

Chhut gaya chhut gaya
Chhut gaya sab sath sahara,
Apne bhee kar gaye kinara
Chhut gaya sab sath sahara,
Apne bhee kar gaye kinara
Ik bajee mein sab kuchh hara,
Aasha hari himmat haree
Abb kya danv lagau,
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau,
Main kah karu kit jau

Jo paudha sincha murajhaya
Tut gaya jo mahal banaya
Jo paudha sincha murajhaya
Tut gaya jo mahal banaya
Bujh gaya jo bhi diya jalaya,
Man andhiyara jag andhiyara
Jyot kaha se lau main, kah karu kit jau.

MovieDharti Mata
SingerKundan Lal Saigal
DirectorNitin Bose
Music ComposerPankaj Mullick
LyricistPandit Sudarshan
Star CastK.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *