Ab Khushi Hai Na Koi Dard Lyrics  | Piya Nahin Jab Gaon Mein | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Ab Khushi Hai Na Koi Dard Lyrics | Piya Nahin Jab Gaon Mein | Chandan Dass | Chandan Dass | Chandan Dass

Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard

Usko rukhsat to kiya tha mujhe malum na tha
Usko rukhsat to kiya tha mujhe malum na tha
Saara ghar le gaya ghar chod ke jaanewala
Saara ghar le gaya ghar chod ke jaanewala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard

Door ke chaand ko
Dhundho na kisi aanchal mein
Door ke chaand ko
Dhundho na kisi aanchal mein
Ye ujhala nahi aangan mein samane wala
Ye ujhala nahi aangan mein samane wala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard

Ek musafir ke safar jaisi hai sabki duniya
Ek musafir ke safar jaisi hai sabki duniya
Koi jaldi mein koi der se jaane wala
Koi jaldi mein koi der se jaane wala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Humne apna liya har rang zamanewala
Ab khushi hai koi dard rulanewala
Ab khushi hai koi dard.

MoviePiya Nahin Jab Gaon Mein
SingerChandan Dass
Music ComposerChandan Dass
LyricistMuqtida Hasan Nida Fazli
Star CastChandan Dass
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *