Dauraahe pe kahde yaado ke parinde
Ab inko jana kahan
Apne bhi udaas hai
Sapne bhi niraash hai
Ab inko jana kahan
Khushiyo ki daal par baithe
Satrangi khwaabo ko le kar
Ud chale the kahi
Jaane kaha baadlo me kahi
Chhota sa ye kaarwa kho gaya
Ab jana
Ab jana hai kahan
Ab jana
Ab jana hai kahan
| Movie | Second Marriage Dot Com |
| Singer | Aditya Agarwal |
| Director | Gaurav Panjwani |
| Star Cast | Mohit Chouhan, Charu Rohtagi, Vishal Nayak, Sayani Gupta, Nikita More, Rajat Bhalla, Manjeet Tiger, Ankit Sharma, Sapanpreet Kaur, Amit Bhimrot, Kanisha Malhotra, Jaydev Parashar, Saptaraj Chakraborty, Raman Atre, Manav Mehta, Syna Anand, Rishi Punia |