Ab Jaan Rahe Ya Jaye Lyrics  | Sawaal | Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman | Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur | Mohammed Zahur Khayyam

Ab Jaan Rahe Ya Jaye Lyrics | Sawaal | Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman | Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur | Mohammed Zahur Khayyam

Ab jaan rahe ya jaye,
Hume to pyar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna
Ab jaan rahe ya jaye,
Hume to pyar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna

Chahe tir chle talwar chle
Sine se lagana hai tumko
Aandhi aaye tufan uthe
Baho me chhupana hai tumko
Ik bar mohabbat ki tumse
So bar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna

Dekhe hai deewane yu to bahut
Par unme tumhari bat kaha
Tumse pehle aye jane jaha
The itne hansi din rat kaha
Oo ho phir to humko dil ka soda
Dildar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna

Lag jao gale arma hai bahut
Lag jao gale arma hai bahut
Aur pyar ka mausam thoda hai
Har mausam hai apna mausam
Har mausam hai apna mausam
Jab yaar se daman joda hai
Ji bhar ke na milne ka shikwa
Aye yaar tumhi se karna hai
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna
Ab jaan rahe ya jaye,
Hume to pyar tumhi se karna
Aur pyar me jine marne ka
Ikarar tumhe se karna.

MovieSawaal
SingerLata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur
DirectorRamesh Talwar
Music ComposerMohammed Zahur Khayyam
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastSanjeev Kumar, Waheeda Rehman, Shashi Kapoor, Poonam Dhillon, Randhir Kapoor, Swaroop Sampat, Prem Chopra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *