Aayega Koyi Aayega Lyrics | Vadh | Sunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan, Sapna Awasthi | Vishal Shekhar

Chaand si surat mool si rangat lekar jab woh aayega
Nanhi munni baaton se saara ghar mehkaayega
Main waari jaaon main satke jaaon
Main waari jaaon satke jaaon waari jaaon
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke

Zindagi ki daastaan mein rang bharne ke liye
Dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye
Woh jo aayega to har pal jagmagaya

Neend ke sapne khuli aankhon se ab dekhenge hum
Is mohabbat ke khilone se sada khelenge hum
Pehle bete tum ho woh to dusra hai jaane jaan
Hai dua yuhi hamesha muskuraye yeh jaan
Chaand suraj ban ke woh dharti sajayega
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
Zindagi ki daastaan mein rang bharne ke liye
Dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye
Woh jo aayega to har pal jagmagaya
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
Aayega koyi aayega aayega koyi aayega
Aayega koyi aayega aayega koyi aayega

Woh zameen ka chaand ban kar chandni felayega
Pyaar ban kar zindagi ki har khushi mehkayega
Woh sitaaron ko gagan se tod ke le aayega
Woh hasega to yeh aangan aasmaan ho jaaye ga
Maa ki lori ban pitaah ka khwaab gaayega
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
Zindagi ki daastaan mein rang bharne ke liye
Dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye
Woh jo aayega to har pal jagmagaya
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
Aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke

MovieVadh
SingerSunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan, Sapna Awasthi
Music ComposerVishal Shekhar
LyricistNida Fazli
Star CastNana Patekar, Puru Raaj Kumar, Anupama Varma, Nakul Kapur, Shweta Menon, Meghna Kothari, Aroon Bakshi, Raju Mavani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *