Aayega Koi Hamraaz Mere Pyar Ka Lyrics | Phoolon Ki Sej | Lata Mangeshkar | Adi Narayana Rao

Aayega Koi Hamraaz Mere Pyar Ka Lyrics | Phoolon Ki Sej | Lata Mangeshkar | Adi Narayana Rao

Aayega
Koyi hamraz mere pyar ka
Ye ghata kehne lagi
Ye hawa kehne lagi
Dil mein geet basaye ja
Aayega
Koyi hamraz mere pyar ka
Ye ghataa kehne lagi
Ye hawa kehne lagi
Dil mein geet basaye jaa
Aayega lalala lalala

Main kahaan dil kahaan
Behki hai chaal,hota hai jaise
Sharaabi ka haal
Ye samaan mad bharaa,bol uthaa bol uthaa
Kya aayega
Koyi hamraz mere pyar ka
Ye ghata kehne lagi
Ye hawa kehne lagi
Dil mein geet basaye ja aayega

Baj uthe rang bhare,jharnon ke taar
Kah uthin nadiyaa ki meethi aawaaz
Dil tera jaayegaa thamna thamna
Achha ayega
Koyi hamraaz mere pyaar kaa
Ye ghataa kehne lagi
Ye hawaa kehne lagi
Dil mein geet basaaye jaa
Aayega lalalalalla lalala

Ho gayi lo mujhe milne ki aas
Phir kyun sataaye ye janmon ki pyaas
Zindagi ka chaman
Khil gayaa
Khil gayaa
Sachh aayegaa
Koyi hamraaz mere pyaar kaa
Ye ghataa kehne lagi
Ye hawaa kehne lagi
Dil mein geet basaaye jaa
Lalalalalala

MoviePhoolon Ki Sej
SingerLata Mangeshkar
DirectorInder Raj Anand
Music ComposerAdi Narayana Rao
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastAshok Kumar, Vyjayantimala, Manoj Kumar, Nirupa Roy, Mehmood, Kanhaiya Lal, Shobha Khote, Mukri, Lalita Pawar, Anjali Devi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *