Ka karu sajni
Aaye na balam
Ka karu sajni
Aaye na balam
Khoj rahi hai
Piya pardesi ankhiya
Khoj rahi hai
Piya pardesi ankhiya
Aaye na balam
Ka karu sajni
Aaye na balam
Jab bhi koi aahat hove
Manwa mora bhage
Dekho kahin tute nahi
Prem ke ye dhaage
Hai matwari reet humari
Chhupe na chhupaye
Chhupe na chhupaye
Sawan ho tum
Main hu tori badariya
Aaye na balam
Ka karu sajni
Aaye na balam
O bhor bhayi aur sanjh dhali re
Samayne ne li angdayi
Ye jag sara nind se haara
Mohe nind na aayi
Ho main ghabrau
Dar dar jaau
Aaye wo na aaye
Aaye wo na aaye
Radha bulaye
Kahan khoye ho kanhaiya
Aaye na balam
Ka karu sajni
Aaye na balam
| Movie | Piya Bavari Again |
| Singer | Ajay Pohankar, Runa Rizvi |

