Aaye Jawani Jaaye Jawani Lyrics | Kanoon | Shyam, Suraiya | Naushad

Aaye Jawani Jaaye Jawani Lyrics | Kanoon | Shyam, Suraiya | Naushad

Aaye jawani jaye jawani
Jake fir na aaye
Aaye jawani jaye jawani
Jake fir na aaye
Chidiyo ne chug liya khet ko
Jaat khada pachataye
Chidiyo ne chug liya khet ko
Jaat khada pachataye
Kaho ye juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo
Jawani ke gun ga lo
Jawani ke gun ga lo
Jawani ke gun ga lo
Aaye jawani jaye jawani
Jake fir na aaye
Chidiyo ne chug liya khet ko
Jaat khada pachataye
Kaho ye juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo

Jawani ek mauj ka naam
Jawani ek mauj ka naam
Ke jisme nahi hosh ka kaam
Ke jisme nahi hosh ka kaam
Kaho ye juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo

Jawani me ankhiya bhi bole
Dil ke bhed nigahe khole
Dekhne
Haye dekhne wale dagmag dole
Dekhne wale dagmag dole
Kaho ye juth baat hai
To fir pi lo kha lo
Jawani ke gun ga lo
Aaye jawani jaye jawani
Jake fir na aaye
Aaye jawani jaye jawani
Jake fir na aaye
Chidiyo ne chug liya khet ko
Jaat khada pachataye
Chidiyo ne chug liya khet ko
Jaat khada pachataye
Kaho ye juth baat hai
To fir pi lo kha lo

MovieKanoon
SingerShyam, Suraiya
DirectorA R Kardar
Music ComposerNaushad
LyricistD N Madhok
Star CastShahu Modak, A Shah, Gajanan Jagirdar, Badri Prasad, Ulhas, Nirmala, Mehtab

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *